Chura Liya Hai Tum Ne Lyrics

Mohammed Rafi Feat. Asha Bhosle

Mohammed Rafi Feat. Asha Bhosle - Chura Liya Hai Tum Ne Lyrics

Lyrics

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nhi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahi badal na jana sanam
Hooo.le liye dil
Oo haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nhi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahi badal na jana sanam
Bahar banke aau kabhi tumhari duniya me
Guzar na jaye ye din kahi issi tamanna me
Bahar banke aau kabhi tumhari duniya me
Guzar na jaye ye din kahi issi tamanna me
Tum mere ho.ho.tum mere ho
Aaj tum itna vada karte jana
Chura liya... chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nhi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahi badal na jana sanam
Ooo... sajaunga lutkar bhi tere badan ki dali ko
Lahu jigar ka doonga hasi labon ki lali ko
Sajaunga lutkar bhi tere badan ki dali ko
Lahu jigar ka doonga hasi labon ki lali ko
Hai wafa kya.iss jahan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya.chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nhi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahi badal na jana sanam
Le liya dil.haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
End.

Song & Lyrics Facts

Mohammed Rafi feat. Asha Bhosle's Chura Liya Hai Tum Ne was released in 1973 as part of the soundtrack to the movie Yaadon Ki Baaraat.

The song is composed by R.D Burman, written by Majrooh Sultanpuri and performed by Mohammed Rafi and Asha Bhosle. It has become an iconic Bollywood classic with its catchy lyrics and romantic melody. The song tells the story of a man trying to win back his lost love, who left him despite his pleas for her stay. The lyrics are full of heart-felt emotion that makes it one of the most beloved Hindi songs of all time.

Translate Mohammed Rafi Feat. Asha Bhosle - Chura Liya Hai Tum Ne lyrics to:

Please select your language from the drop-down list to see the translation for Mohammed Rafi Feat. Asha Bhosle - Chura Liya Hai Tum Ne lyrics.

We have 1 Mohammed Rafi Feat. Asha Bhosle's song lyrics which you can see on the right or by clicking on the artist's name.